Wednesday, January 25, 2012

Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad


This number has always been a favorite from my "barbaad-e-mohabbat" playlists...  The musical interludes always remind me of Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua from Laila Majnu. 


Film: Hawas
Singer: Rafi
Lyrics: Saawan Kumar
MD:  Usha Khanna


Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
I will not step on your streets after today
Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
Tere Milne Ko Na Aayenge Sanam Aaj Ke Baad
I will not come to meet you after today
Teri Galiyon Mein...

Tu Mera Milna...
Tu Mera Milna Samajh Lena Ek Sapna Tha
Think of our meeting as a dream
Tujh Ko Ab Mil Hi Gaya Jo Tera Apna Tha
You have now found he whom was yours
Tu Mera Milna Samajh Lena Ek Sapna Tha
Tujh Ko Ab Mil Hi Gaya Jo Tera Apna Tha
Hum Ko Duniya Mein Samajhna Na Sanam Aaj Ke Baad
Do not think of me as existing in this world, my love, after today
Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
Teri Galiyon Mein...

Ghir Ke Aayengi...
Ghir Ke Aayengi Ghatayein Phir Se Saawan Ki
The clouds of the rainy season will come again
Tum Tau Baahon Mein Rahogi Apne Saajan Ki
You will be in the arms of your beloved
Ghir Ke Aayengi Ghatayein Phir Se Saawan Ki
Tum Tau Baahon Mein Rahogi Apne Saajan Ki
Gale Hum Gham Ko Lagayenge Sanam Aaj Ke Baad
I (however) will embrace sorrow, my love, after today
Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
Tere Milne Ko Na Aayenge Sanam Aaj Ke Baad
Teri Galiyon Mein....







Sunday, January 8, 2012

Mohabbat Ke Dhoke Mein


I was reminded of this beauty by a post at Bolly Vault.


Film: Bari Behen (1948)
Singer: Rafi
Lyrics: Rajinder Krishan
MD:  Husnlal - Bhagatram


Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Let no one fall under the spell of love
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
It makes you laugh for a day (but) makes you cry for one hundred days.
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye


Mujhe Jab Kisi Se Mohabbat Nahin Thi
When I was not in love with anyone
Mohabbat Nahin Thi
Tau Aankhon Ko Rone Ki Aadat Nahin Thi
My eyes were not accustomed to crying.
Aadat Nahin Thi
Mohabbat Ne Aankhon Mein Aansoo Basaye
Love has brought tears to my eyes.
Aansoo Basaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye


Mere Dil Ko Dekho, Jo Dhoke Mein Aaya
Look at my heart, that fell under the spell
Dhoke Mein Aaya
Mohabbat Ka Ek Geet Bhoole Se Gaya
It slipped and sang the song of love
Bhoole Se Gaya
Magar Raat Din Ab Karre "Haye Haye"
But now, night and day it laments, "haye haye"
Karre Haye Haye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye






Sunday, January 1, 2012

Zindagi Imtehan Leti Hai (extended & slow versions)

I am baffled as to why the solo CD release of Naseeb does not contain the extended versions of Chal Mere Bhai, Mere Naseeb Mein, and Zindagi Imtehan Leti Hai. I can understand why combo CDs don't have them but a solo CD can accomodate the lengths, sigh.... (the longer version of Rang Jamake Jayenge is often included though). I wonder if one of the LP versions of this album had them. One of the LPs is a triple fold round sleeve case, very pretty! There are also LP releases of "The Music of Naseeb" and "The Story of Naseeb".


Film: Naseeb
Singers: Suman Kalyanpur  Anwar  Kamlesh Avasthi
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal


extended version
Zindagi Imtehan Leti Hai
Zindagi Imtehan Leti Hai
Logon Ki Jaan...
Logon Ki Jaan...
Logon Ki Jaan Leti Hai
Dillagi Imtehan Leti Hai
Dillagi Imtehan Leti Hai
Dil Jalon Ki Jaan..
Dil Jalon Ki Jaan...
Dil Jalon Ki Jaan Leti Hai
Dosti Imtehan Leti Hai
Dosti Imtehan Leti Hai
Doston Ki Jaan...
Doston Ki Jaan...
Doston Ki Jaan Leti Hai
Zindagi Imtehan Leti Hai
Dillagi Imtehan Leti Hai
Dosti Imtehan Leti Hai


Us Bekhabar Ko Koi Khabar De
Us Bekhabar Ko Koi Khabar De
Ke Yeh Pyar Hum Ko Paagal Na Kar De
Yeh Pyar Hum Ko Paagal Na Kar De
Preet Bhi Imtehan Leti Hai
Preet Bhi Imtehan Leti Hai
Premiyon Ki Jaan...
Premiyon Ki Jaan...
Premiyon Ki Jaan Leti Hai
Zindagi Imtehan Leti Hai
Zindagi Imtehan Leti Hai


Woh Paas Ho Tau, Khul Na Sake Labh
Woh Paas Ho Tau, Khul Na Sake Labh
Woh Door Ho Tau, Soche Mile Kabh
Woh Door Ho Tau, Soche Mile Kabh
Bebasi Imtehan Leti Hai
Bebasi Imtehan Leti Hai
Bebason Ki Jaan...
Bebason Ki Jaan...
Bebason Ki Jaan Leti Hai
Dillagi Imtehan Leti Hai
Dillagi Imtehan Leti Hai


Dil Ki Gali Se Bach Ke Guzarna
Dil Ki Gali Se Bach Ke Guzarna
Yeh Soch Le Na, Phir Pyar Karna
Yeh Soch Le Na, Phir Pyar Karna
Aashiqui Imtehan Leti Hai
Aashiqui Imtehan Leti Hai
Aashiqon Ki Jaan...
Aashiqon Ki Jaan...
Aashiqon Ki Jaan Leti Hai
Dosti Imtehan Leti Hai
Dosti Imtehan Leti Hai


Saari Naseebon Ki Hai Kharaabi
Saari Naseebon Ki Hai Kharaabi
Yeh Hum Ne Jaana, Ban Ke Sharaabi
Yeh Hum Ne Jaana, Ban Ke Sharaabi
Maikashi Imtehan Leti Hai
Maikashi Imtehan Leti Hai
Maikashon Ki Jaan...
Maikashon Ki Jaan...
Maikashon Ki Jaan Leti Hai
Dosti Imtehaan Leti Hai
Dosti Imtehaan Leti Hai
Doston Ki Jaan...
Doston Ki Jaan...
Doston Ki Jaan Leti Hai
Zindagi Imtehan Leti Hai
Zindagi Imtehan Leti Hai



slow version
Dil Ki Gali Se Bach Ke Guzarna
Dil Ki Gali Se Bach Ke Guzarna
Yeh Soch Le Na, Phir Pyar Karna
Yeh Soch Le Na, Phir Pyar Karna
Aashiqui Imtehan Leti Hai
Aashiqui Imtehan Leti Hai
Aashiqon Ki Jaan...
Aashiqon Ki Jaan...
Aashiqon Ki Jaan Leti Hai
Dosti Imtehan Leti Hai