Saturday, December 10, 2011

Mareez-e-Ishq Hoon


Film: Bin Badal Barsat
Singer: Rafi
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music:  Hemant Kumar

Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
I am afflicted by love, oh sweetheart/soulmate, accept my blessings/prayers.
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Bana De Na
If I were to die, decorate my body as a groom.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na


Tamanna Hai Ke Marr Kar Chhod Jaoon Yaadgar Apni
I wish that after dying I could leave some memento behind.
Tamanna Hai Ke Marr Kar Chhod Jaoon Yaadgar Apni
Kissi Photographer Se Mera Photo Khicha De Na
Have some photographer take my picture.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na


Yeh Hasrat Hai Ke Mitt Kar Bhi Tumhare Kaam Aaoon Main
My final wish is that even after I die I can be of service to you. 
Yeh Hasrat Hai Ke Mitt Kar Bhi Tumhare Kaam Aaoon Main
Jo Tum Chaho Tau Meri Khaal Ki Chapal Bana De Na
If you like, you may make sandals out of my hide.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Buna De Na


extra verse found in the film:
Kehin Aaisa Na Ho, Duniya Tumhein Qaatil Samajh Baithe
May it not pass that the world thinks you a murderer.
Kehin Aaisa Na Ho, Duniya Tumhein Qaatil Samajh Baithe
Marran Hoon Apni Marzi Se, Police Ko Yeh Bata De Na
I have taken my own life on my own terms, tell that to the Police.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Buna De Na


No comments: