Monday, November 14, 2011

Na Tum Bewafa Ho


Film: Ek Kali Muskayee
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Madan Mohan

Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Neither you are unfaithful, nor am I unfaithful.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
But what can we do? Our paths are separate
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Wherever cold winds blow
Kissi Ki Mohabbat Wahan Jal Rahi Hai
Someone's love is burning there
Zameen Aasmaan Hum Se Dono Khafa Hai
Land and Sky, both are upset with me.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Until yesterday, love was young
Milan Hi Milan Tha, Judaai Kahan Thi
There were only meetings, there was no separation.
Magar Aaj Dono Hi Be-Aasra Hai
But today we are both hopeless (without hope) 
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
The world says come into my paths.
Mohabbat Kahe Meri Baahon Mein Aaja
Love says come into my arms.
Woh Samjhe Na Majbooriyan Apni Kya Hai
They don't understand my helplessness
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai

No comments: