Monday, March 16, 2009

Jane Kaise Beetegi Ye Barsaaten

As requested by Z.

Film: Baseraa
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Gulzar
MD: Rahul Dev Burman


Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
I don't know how I'll survive this rainy season
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
on borrowed days and borrowed nights
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein

Jaane Kaise Beetegi...


Dhuan Dhuan Sa Rehta Hai
Bujhi Bujhi Si Aankhon Mein
a fog remains in my dimming eyes
Aahhh
Dhuan Dhuan Sa Rehta Hai
Bujhi Bujhi Si Aankhon Mein
Sulag Rahe Hai Geele Aansoo
wet tears are igniting
Aag Lagati Hai Barsaatein
the rainy season burns me
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein


Bhara Hua Tha Dil Shayad
perhaps my heart was full (overflowing)
Chalak Gaya Hai Seene Mein
and has spilled over into my chest
Bhara Hua Tha Dil Shayad
Chalak Gaya Hai Seene Mein
Behne Lage Hai Saare Shikwe
all my complaints are flowing away
Bade Ghamgeen Hai Dil Ki Baatein
the heart's words are full of sadness
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
Jaise Kaise Beetegi




No comments: