Saturday, February 21, 2009

Dil Tujhko Diya

As requested by Z, one more from the same film, the title song.


Film: Dil Tujhko Diya
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Rajesh Roshan
MD: Rajesh Roshan


Ruk Jaa Zara, Ae Saathiya,
stop awhile, companion
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
my heart beats, I give my heart to you
(jiya can mean life, soul, here the phrase dhadake jiya describes heart palpitation or sudden increase in heart beat, so here it means heart)
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
Ruk Jaa Zara, Ae Saathiya,
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya


Rahon Mein Teri Sajda Karoongi

on the paths that you travel on, I will bow my head in reverence

Rahon Mein Teri Sajda Karoongi
O Re Piya Tujhe Jaane Na Doongi

O my darling, I will not let you go

O Re Piya Tujhe Jaane Na Doongi
Ruk Jaa Zara, Ae Saathiya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya


Janamo Se Main Hoon Saajan Tihari
I have been yours, love, for many lifetimes
Janamo Se Main Hoon Saajan Tihari
Main Albeli, Natkhat Kunwari
I am a foolish, mischievous maiden
Main Albeli, Natkhat Kunwari
Ruk Jaa Zara, Ae Saathiya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya


Jeevan Ke Path Mein Sang Sang Chalenge
we will travel together on the road of life
Jeevan Ke Path Mein Sang Sang Chalenge
Raahein Khatin Ho, Hum Na Darrenge
if the paths are difficult, we will not be afraid
Raahein Khatin Ho, Hum Na Darrenge
Ruk Jaa Zara, Ae Saathiya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
Ruk Jaa Zara, Ae Saathiya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya
Dhadake Jiya, Dil Tujhko Diya

No comments: