Sunday, January 18, 2009

Koi Apna Na Hua

Apologies Z, holidays had kept me very busy, back on track for a little while now, will try to post your requests more often.


Film: Gul-e-Bakavali
Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics: Indivar
MD: Rajesh Roshan



Koi Apna Na Hua Saari Zindagi Ke Liye
no one became my partner for life
Bahut Hai Pyar Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye
it would be a lot (enough) love even if I received it only for a little while (two moments)
Koi Apna Na Hua Saari Zindagi Ke Liye
Bahut Hai Pyar Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye
Hum Tau Aaye Hai Eis Jahan Mein Aap Hi Ke Liye
I've come into this world for you only
Dil Tau Dil, Jaan Bhi De Denge Dosti Ke Liye
it's given that I would give my heart, but I would also give my life for this friendship

Wafa Ke Naam Pe Dhoke Hi Diye Jaate Hai
people con each other using the name of love
Todne Hi Ke Liye Vaade Kiye Jaate Hai
promises are made only to be broken
Log Duniya Mein Sab Hi Bewafa Nahin Hote
not all people in this world are unfaithful
Log Duniya Mein Sab Hi Bewafa Nahin Hote
Jalte Veeranon Mein Bhi Phool Kya Nahin Hote

are not there flowers even in the burning wastelands?
Bewafa Kehna Munasib Nahin Sab Hi Ke Liye
it is not appropriate to call everyone unfaithful
Dil Tau Dil, Jaan Bhi De Denge Dosti Ke Liye

Zindagi Kab Se Khadi Meri Teri Raahon Pe
my life has stood in your way/path for a very long time
Gila Rahe Na Koi, Bhar Le Mujh Ko Bahon Mein
let there be no regrets, take me into your arms
Dil Nahin Bharte Kabhi Aaisi Vaisi Baaton Se
hearts are never satisfied by such conversations
Dil Nahin Bharte Kabhi Aaisi Vaisi Baaton Se
Ghum Judai Ke Nahin Mit Thay Mulaqaaton Se
the pain of separation is not erased by our encounters/meetings
Hazaaron Ranj Sahe Hum Ne Ek Khushi Ke Liye
I've suffered a thousand sorrows for one moment of happiness
Bahut Hai Pyar, Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye
Aaahh Aahhh
Haasil-e-Zindagi Kya Hai Teri Chahat Ke Siva?
what else is the purpose of life but your love
Kuch Nahin Deed Ke Kabil Teri Surat Ke Siva
there is nothing worthy of sight except for your countenance/face
Nigahen Apni Jhuki Teri Bandagi Ke Liye
my eyes bow for your adoration
Nigahen Apni Jhuki Teri Bandagi Ke Liye
Dil Tau Dil, Jaan Bhi De Denge Dosti Ke Liye
Koi Apna Na Hua Saari Zindagi Ke Liye
Bahut Hai Pyar, Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye



1 comment:

Anonymous said...

Awesome ...... mind blowing song.... hats off dude for posting it