Tuesday, January 27, 2009

Zameen Aasman Nahin Milte

As requested by Z

Film: Zameen Aasman
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anjaan
MD: Rahul Dev Burman


Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
this distance, this separation
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
what is this obligation?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
even after joining, why in the end
Zameen Aasman Nahin Milte?
do earth (land) and heaven (the sky) not meet?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?

Jaane Kya Hai Yeh Bebasi
I don't know what kind of helplessness this is
Bas Na Kissi Ka Chale
no one can control it
Sadiyon Se Badle Nahin, Kudrat Ke Fainslain
for eons nature's decrees have not changed
Kyun Hai Judah Dono Jahan?
why are both worlds separate?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?

Aanchal Mein Phool Kya Khile
how will a flower bloom in the corner of my scarf
(how will a child be born)
Hothon Ki Hansi Cheen Le
steals the laughter from the lips
Kaise Ho Ke Loh Se Judah, Shama Yeh Jalti Rahe
how will the candle keep burning after being separated from light?
Tanha Rahe Kyun, Yeh Jism Jaan
why should this body and life stay alone?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?

Aahon Mein Agar Ho Asar,
Mumkin Hai Phir Kya Nahin?
if sighs are effective
, what is not possible?
Choome Zameen Ke Kadam, Yeh Aasman Bhi Kehin
heaven (the sky) kisses earth's (land's) feet too in some places
Ek Din Mile, Dono Jahan,
one day these two worlds will meet
Kaise Kahen Koi Yahan
then how will anyone be able to say
Zameen Aasman Nahin Milte?
do earth (land) and heaven (the sky) not meet?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan
Zameen Aasman Nahin Milte?
Zameen Aasman Nahin Milte?



Monday, January 26, 2009

Waada Nahin Karte Kissi Se

As requested by Z, a lovely Qawwali.

Film: Prem Bandhan
Singers: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor,
male chorus, female chorus, chorus
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal

Kisse Kehte Hai Shikwa? Aur Kisse Fariyad Kehte Hai?
what is considered a complaint, and what is considered a plea?
Nahin Sahib, Nahin, Hum Tau Mubarak Baat Kehte Hai
no, sir, no, I am speaking (only) of blessings

Sitam Bhi Aap Ka Kuch Kam Nahin Hai, Ek Nawazish Hai
your injustice is no less, (you are) patronizing
Magar Hum Bad-Naseebon Ki,
Magar Hum Bad-Naseebon Ki Faqat Itni Guzarish Hai,
but we unfortunate (people) have only this request
(bad-naseeb = bad luck, poor fortune)
Guzarish Hai, Guzarish Hai:
Ke Waada Nahin, Nahin Nahin, Waada Nahin,
Nahin Nahin, Waada Nahin,
Aahe, Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kissi Se,
one does not make promises to someone
Waada Nahin,
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,
Waada Nahin Karte Kissi Se,
Waada Nahin,
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
if someone does make a promise, they (should) uphold it

Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,
Waada Kisse Se Karna,
Waada Kisse Se Karna, Aur Ho Kissi Ka Jana, O Jaana
to make a promise to someone, and to become someone else's, o love
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,

Waada Kisse Se Karna, Aur Ho Kissi Ka Jana
to make a promise to someone, and to become someone else's
Yeh Tau Nahin Hai Zalim, Zalim, Dastoor Aashiqana
that is not the way (custom) of lovers, o cruel one
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin,
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin


Sabab Hum Ne Na Jana, Bana Kar Tum Bahaana,
I don't know the reason, you made an excuse
Taluq Tod Aaye, Shaher Woh Chhod Aaye
you broke all relations, you left that city
Nai Duniya Basaane, Nai Mehfil Sajaane,
to settle into a new world, to adorn a new gathering
Khabar Bheji Na Chithi, Bane Sab Phool Mithi
you did not send any word (news) or letter, every flower turned into dust
Tumhari Be-rukhi Se, Sharafat Ki Kammi Se,
because of your indifference, and your lack of nobility
Hua Yeh Pyar Rusvah, Sar-e-Bazaar Rusvah
this love was disgraced; disgraced in the middle of the bazaar (disgraced for all to see)

Nazar Hum Se Milao, Karein Hum Kya Batao?
look at me, what should I do, tell me?
Sajde Mein Sar Jhukhaya, Rootha Khudah Manaya
my head is bowed in reverence, to appease displeased God
(in this instance the man is referring to the woman as the object of his worship)
Tum Aaise Hum Se Roothay, Roothay,
you have been estranged from me in such a manner
Mushkil Hua Manana, Manana
that it is difficult to make up for it
Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin


Yeh Kissa Hai Puraana, Gaya Guzara Zamaana
this is an old story, of an age that has passed on
Kabhi Tum Thay Hamare, Kabhi Hum Thay Tumhare
at one time you were mine, at one time I was yours
Huyi Gairon Se Yaari, Jagah Thi Jo Hamari
strangers were befriended, the place that was mine
Woh Tum Ne Cheeni Li Hai, Badi Tauheen Ki Hai
(that place) you have stolen from me, greatly insulted me
Kinare La Ke Goya, Humein Tum Ne Dooboya
as if you were bringing me to the riverbank , (but) you drowned me
Agarche Bewafa Ho, Magar Tum Be-Khatah Ho
granted that you are unfaithful, but you are without fault
Huyi Yeh Bhool Hum Se, Humein Marna Tha Gham Se
I made this mistake, I was supposed to die of sadness
Zinda Agar Rahenge, Duniya Se Yeh Kahenge
if I were to stay alive, I would say to the world:

Mar Jana Zehar Kha Ke, Lekin Na Dil Lagaana, O Jaana
one should eat poison and die, but never fall in love, o love
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin


Zara Dekhe Zamaana, Nigahon Ka Churaana
let the world see, the stealing away of glances
Humein Tum Jante Ho, Nahin Pehchan Thay Ho
you know me, but you don't recognize me
Humein Di Na-Umeedi, Khushi Tum Ne Khareedi
you left me without hope, you bought happiness
Hamara Zor Kya Hai, Khuda Sab Dekhta Hai
what power do I have, God sees everything
Duayein Hum Karenge, Jiyo Tum, Hum Marrenge
I wiill pray for you, you live, I will die
Magar Yeh Bewafai, Na Bakshe-gi Khudai
but this unfaithfullness, God will not forgive
Khatah Hai Saaf Koi, Yeh Hai Insaaf Koi
the fault is plain, this is justice
Mehboob Bhole Bhale,
innocent loved one..
Hum Ko Bhulaane Waale
he who forgot me...
Hum Ko Bhula Diya
Bhula Diya
Hum Ko Bhula Diya
Bhula Diya
Hum Ko Bhula Diya, Par, Choda Na Yaad Aana
you've forgotten me, but, your memory did not stop coming
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin

Sunday, January 25, 2009

Tere Bina Jiya Jaaye Na

As requested by Z

Film: Ghar
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Gulzar
MD: Rahul Dev Burman


Tere Bina Jiya Jaaye Na
I can not live without you
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Bin Tere, Tere Bin, Saajana, Saans Mein Saans Aaye Na
without you my love I can not breathe
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Bin Tere, Tere Bin, Saajana, Saans Mein Saans Aaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na

Jab Bhi Khayalon Mein Tu Aaye
whenever you enter my thoughts
Mere Badan Se Khushboo Aaye
my body gives off fragrance
Jab Bhi Khayalon Mein Tu Aaye
Mere Badan Se Khushboo Aaye
Mehake Badan Mein Raha Na Jaaye

I can't stay within the bounds of my fragrant body

Raha Jaaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Bin Tere, Tere Bin, Saajana, Saans Mein Saans Aaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na

Reshmi Raatein Roz Na Hongi
silky (beautiful) nights will not always be around
Yeh Saughadhein Roz Na Hongi
these gifts will not always be around
Reshmi Raatein Roz Na Hongi
Yeh Saughatein Roz Na Hongi
Zindagi Tujh Bin Raas Na Aaye
life without you is not to my liking
Raas Aaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na
Bin Tere, Tere Bin, Saajana, Saans Mein Saans Aaye Na
Tere Bina Jiya Jaaye Na



Friday, January 23, 2009

Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte

As requested by Z, an entirely dreamy love song

Film: Ghar
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Gulzar
MD: Rahul Dev Burman


Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere
these days my feet do not touch the ground
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere
Bolo Dekha Hai Kabhi Tum Ne Mujhe Ud-thay Huye?
tell me, have you ever seen me flying?
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere


Jab Bhi Thaama Hai Tera Haath, Tau Dekha Hai
whenever I've held your hand, I've seen it...
Jab Bhi Thaama Hai Tera Haath Tau Dekha Hai
Log Kehte Hai Ke Bas Haath Ki Rekha Hai

people say that it's just a line on a hand

Hum Ne Dekha Hai Do Taqdeeron Ko Judh-thay Huye
I've seen two fates joining
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere
Bolo Dekha Hai Kabhi Tum Ne Mujhe Ud-thay Huye?
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere


Neend Si Rehti Hai, Halka Sa Nasha Rehta Hai

Raat Din Aankhon Mein Ek Chehra Basa Rehta Hai
a bit of sleepiness resides, a light intoxication/buzz resides, night and day a face resides in my eyes
Parr Lagi Aankhon Ko Dekha Hai Kabhi Ud-thay Huye? Bolo.
have you ever seen 'eyes with wings attached' (winged eyes) ever flying, tell me?
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere
Bolo Dekha Hai Kahbi Tum Ne Mujhe Ud-thay Huye?
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere


Jaane Kya Hota Hai, Har Baat Pe Kuch Hota Hai
I don't know what happens, something happens in every instance
Din Mein Kuch Hota Hai, Aur Raat Mein Kuch Hota Hai
in the daytime something happens and in the nighttime something happens
Thaam Le Na Jo Kabhi Dekho Humein Ud-thay Huye
hold me (down) if you ever see my flying away
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte Mere
Bolo Dekha Hai Kahbi Tum Ne Mujhe Ud-thay Huye?
Aaj Kal Paon Zameen Par Nahin Padhte...

Wednesday, January 21, 2009

Main Kehti Hoon Dil Sunta Hai

As requested by Z

Film: Apna Bana Lo
Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal

Main Kehti Hoon, Dil Sunta Hai
I talk, my heart listens
Dil Kehta Hai, Main Sunti Hoon,
my heart talks, I listen
Main Sunti Hoon
Main Kehti Hoon, Dil Sunta Hai
Dil Kehta Hai, Main Sunti Hoon,
Main Sunti Hoon
Aaise Aaisi Baatein Koi Sun Le

if someone were to listen to these conversations
Tau Mushkil Ho Jaaye, Tauba
difficulty would arise, heaven forbid
(tauba literally means to repent, used as an expression here)

Main Kehta Hoon, Dil Sunta Hai
I talk, my heart listens
Dil Kehta Hai, Main Sunta Hoon,
my heart talks, I listen
Main Sunta Hoon
Aaise Aaisi Baatein Koi Sun Le
Tau Mushkil Ho Jaaye, Tauba



Darrte, Sharmate, Main Tum Se Milne Aati Hoon
full of fear and shame/shyness, I come to meet you
Darrte, Sharmate, Main Tum Se Milne Aati Hoon
Phir Na Aaungi, Yeh Soch Ke, Wapas Jaati Hoon
"I won't come again", I think this and leave
Haye, Mera Jaana, Phir Chale Aana
sigh, my going and then returning
Yeh Mulaqaatein Koi Dekh Le
if someone were to see these meetings
Tau Mushkil Ho Jaaye, Tauba Tauba Tauba
difficulty would arise, heaven forbid
Main Kehti Hoon, Dil Sunta Hai
Dil Kehta Hai, Main Sunti Hoon,
Main Sunti Hoon


Din Tau Khair Guzar Jaata Hai, Itni Baaton Mein
the day happily passes on (lost in the thoughts of) this conversation
Din Tau Khair Guzar Jaata Hai, Itni Baaton Mein
Jaan Nikal Jaati Hai Meri Lambi Raaton Mein
but my life leaves me during the long nights
Yaad Teri Aati Hai, Neend Ud Jaati Hai
the memory of you comes, sleep flies away
Raaton Ki Yeh Baatein Koi Jaan Le
if someone were to know about these nights
Tau Mushkil Ho Jaaye, Tauba Tauba Tauba
difficulty would arise, heaven forbid
Main Kehta Hoon, Dil Sunta Hai
Dil Kehta Hai, Main Sunta Hoon,
Main Sunta Hoon



Kabhi Kabhi Main Yun Khoyi Eis Ankh Micholi Mein
sometimes, thus lost in these games of hide and seek (lost in a gaze with him)
Kabhi Kabhi Main Yun Khoyi Eis AnkhMicholi Mein
Dulhan Ban Ke Jaa Baithi Sapnon Ki Doli Mein
becoming a bride, I go and sit in a wedding palanquin of dreams
(she daydreams of becoming his bride)
Kya Ho, Mere Saajan, Kabhi Kissi Karan
what would happen, my love, if for some reason
Pyar Ki Baraatein Koi Rok Le
someone were to stop this wedding procession of love
Tau Mushkil Ho Jaaye, Tauba
Main Kehti Hoon, Dil Sunta Hai
Dil Kehta Hai, Main Sunti Hoon,
Main Sunti Hoon
Main Kehta Hoon, Dil Sunta Hai
Dil Kehta Hai, Main Sunta Hoon,
Main Sunta Hoon



Tuesday, January 20, 2009

Main Tere Pyar Mein Pagal

As requested by Z.

Film: Prem Bandhan
Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal


Main Tere Pyar Mein Pagal, Aaise Ghoom Tha Hoon
I am crazy in love with you, I wander thus...
Jaise Main Koi Pyasa Badal, Barkha Ko Dhoondh Tha Hoon
as if I was a thirsty cloud looking for a pond
Main Tere Pyar Mein Pagal, Aaise Ghoom Thi Hoon
I am crazy in love with you, I wander thus...
Jaise Main Koi Pyasi Badli, Saawan Ko Dhoondh Thi Hoon
as if I was a thirsty cloud looking for the rainy season
Main Tere Pyar Mein Pagal, Pagal, Pagal, Pagal

Jab Jab Tu Chhup Jaati Hai, In Phoolon Ki Galiyon Mein
whenever you get lost (hide) in these flower strewn streets
Jab Jab Tu Chhup Jaati Hai, In Phoolon Ki Galiyon Mein
Hor Chhatak Ne Lagti Hai, Kitni Kaliyan Kaliyon Mein

even more buds start bursting into blossoms
Main Tera Pata, Sab Hi Se, Aaise Poochta Hoon
I ask everyone for your address thus...
Jaise Main Koi Bhoola Raahi, Manzil Ko Dhoondh Tha Hoon
as if I was a lost traveller looking for my destination
Main Tere Pyar Mein Pagal, Pagal, Pagal, Pagal

Mere Chehre Pe Teri, Tehri Tehri Do Aankhein

On my face, your two eyes stay fixed (gaze)
Mere Chehre Pe Teri, Tehri Tehri Do Aankhein
Kitni Gehri Jheel Hai Yeh, Jheel Se Gehri Do Aankhein
this is such a deep lake, deeper then this lake are your two eyes
Main Teri In Aankhon Mein Aaise Doob Thi Hoon
I drown in your eyes thus..
Jaise Main Koi Tooti Naiya, Majhi Ko Dhoondh Thi Hoon
as if I were a broken boat looking for a boatman
Main Tere Pyar Mein Pagal, Pagal, Pagal, Pagal

Tu Ho Na Ho, Aankhon Mein, Rehti Teri Surat Hai
If you are here or not, your image remains in my eyes
Yeh Man Prem Ka Mandir Hai, Jis Mein Teri Murat Hai
this heart is a Mandir of Love, in which your idol (statue) resides
(a Murat refers to Murti - holy idol/statue representing Gods or Goddesses found in Mandirs)
Main Teri Eis Murat Ko Aaise Poojh Thi Hoon
I worship this idol thus
Jaise Main Koi Vyakul Radha, Mohan Ko Dhoondh Thi Hoon
as if I were a restless Radha searching for her Mohan
Main Tere Pyar Mein Pagal, Aaise Ghoom Tha Hoon
Jaise Main Koi Pyasa Badal,
Jaise Main Koi Pyasi Badli,
Barkha Ko Dhoondh Tha Hoon
Saawan Ko Dhoondh Thi Hoon


Monday, January 19, 2009

Jaisa Des Vaisa Bhes

As requested by Z. Another Hindi Lata/Kishore duet with a lighter, Punjabi flavor.

Film: Des Pardes
Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics: Amit Khanna
MD: Rajesh Roshan


Jaisa Des, Vaisa Bhes, Phir Kya Darna?
When in a foreign country, wear the native garb/clothes, so why be afraid?
Arre Jaisa Des, Vaisa Bhes, Phir Kya Darna?
Arre Chhodo Rani, Chhodo Yun Hi Aahen Bharna
O leave it, princess, stop sighing so..

Arre Kahe Ki Sharam Hai Kudiye? Jaldi Karna....
What are you embarassed for girl, hurry up!
Main Nahin Karna, Yun Nahin Ban-na
I won't do it, I won't become like that.
Main Nahin Karna, Yun Nahin Ban-na

Ahhhh Ahhhhh Ahhhhh
Kaisi Yeh Nagariya, Kaise Hai Yeh Log?
What is this town? How are these people?
Kaise Hai Yeh Log?
Haye, Sab Ko Laaga, Prabho, Besharmi Ka Rog
O Prabho, everyone seems to be afflicted with immodesty.
Ab Tu Hi Bataa, Bhagwan, Main Bhi Kya Karun?
Now you tell me, God, what shall I do?
Main Bhi Kya Karun?
Main Tau Kuch Bhi Karne Se Na Jaane Kyun Darrun
I don't know why I am afraid to do anything.
Ghoonghta Kolun Na Kolun Na Kolun Kolun Re
I won't open my veil.
Arre Chhod De Nakhra Ab Tau Goriye
O drop this pretence now, fair one.
Arre Aaya Hai Mauka, Le Ab Tu Ban Sanwarna
You have a chance, now adorn yourself.
Arre Kahe Ki Sharam Hai Kudiye? Jaldi Karna...
Main Nahin Karna, Yun Nahin Ban-na
Main Nahin Karna, Yun Nahin Ban-na

Man Ko Dhak Le Gori, Tan Ka Dhakna Hai Beqaar
Cover your heart, fair one, covering your body is useless.
Dhakna Hai Beqaar
Phool Na Mehake Jab Tak, Uska Khilna Hai Beqaar
Until a flower gives off fragrance, it's blooming is useless.
Arre Aksar Aaisa Hota Hai Pehli Pehli Baar
This happens often the very first time (alludes to her shyness)
Pehli Pehli Baar
Aa Mujhse Tu Le Le Himmat Thodi Si Udhaar
Come, borrow a bit of bravery from me.
Jhoot Bolun Na Bolun Na Bolun Bolun Re
I won't lie.
Arre Ghir Na Jaun, Main Tau Kamsin Re, Ouch!
O let me not fall, I'm young..
Arre Haathon Mein Mere Tu Apna Haath Dharrna
Place your hand between my hands,
Arre Kahe Ki Sharam Ve Mundeya, Jaldi Karna...
What are you embarassed for boy, hurry up!
Arre Wah Bhai Wah, Huyi Gal Na
Wow, nice, that's it now.
Jaisa Des, Vaisa Bhes, Phir Kya Darna
Jaisa Des, Vaisa Bhes, Phir Kya Darna
Arre Kahe Ki Sharam Ve Mundeya, Jaldi Karna...







Sunday, January 18, 2009

Koi Apna Na Hua

Apologies Z, holidays had kept me very busy, back on track for a little while now, will try to post your requests more often.


Film: Gul-e-Bakavali
Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics: Indivar
MD: Rajesh Roshan



Koi Apna Na Hua Saari Zindagi Ke Liye
no one became my partner for life
Bahut Hai Pyar Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye
it would be a lot (enough) love even if I received it only for a little while (two moments)
Koi Apna Na Hua Saari Zindagi Ke Liye
Bahut Hai Pyar Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye
Hum Tau Aaye Hai Eis Jahan Mein Aap Hi Ke Liye
I've come into this world for you only
Dil Tau Dil, Jaan Bhi De Denge Dosti Ke Liye
it's given that I would give my heart, but I would also give my life for this friendship

Wafa Ke Naam Pe Dhoke Hi Diye Jaate Hai
people con each other using the name of love
Todne Hi Ke Liye Vaade Kiye Jaate Hai
promises are made only to be broken
Log Duniya Mein Sab Hi Bewafa Nahin Hote
not all people in this world are unfaithful
Log Duniya Mein Sab Hi Bewafa Nahin Hote
Jalte Veeranon Mein Bhi Phool Kya Nahin Hote

are not there flowers even in the burning wastelands?
Bewafa Kehna Munasib Nahin Sab Hi Ke Liye
it is not appropriate to call everyone unfaithful
Dil Tau Dil, Jaan Bhi De Denge Dosti Ke Liye

Zindagi Kab Se Khadi Meri Teri Raahon Pe
my life has stood in your way/path for a very long time
Gila Rahe Na Koi, Bhar Le Mujh Ko Bahon Mein
let there be no regrets, take me into your arms
Dil Nahin Bharte Kabhi Aaisi Vaisi Baaton Se
hearts are never satisfied by such conversations
Dil Nahin Bharte Kabhi Aaisi Vaisi Baaton Se
Ghum Judai Ke Nahin Mit Thay Mulaqaaton Se
the pain of separation is not erased by our encounters/meetings
Hazaaron Ranj Sahe Hum Ne Ek Khushi Ke Liye
I've suffered a thousand sorrows for one moment of happiness
Bahut Hai Pyar, Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye
Aaahh Aahhh
Haasil-e-Zindagi Kya Hai Teri Chahat Ke Siva?
what else is the purpose of life but your love
Kuch Nahin Deed Ke Kabil Teri Surat Ke Siva
there is nothing worthy of sight except for your countenance/face
Nigahen Apni Jhuki Teri Bandagi Ke Liye
my eyes bow for your adoration
Nigahen Apni Jhuki Teri Bandagi Ke Liye
Dil Tau Dil, Jaan Bhi De Denge Dosti Ke Liye
Koi Apna Na Hua Saari Zindagi Ke Liye
Bahut Hai Pyar, Jo Mil Jaaye Do Khadi Ke Liye