Saturday, November 22, 2008

Bade Sharm Ki Baat Hai

At the request of Z:

Film: Zalim
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal


Na Peete Hai, Zara Si Woh
he does not drink, even a little
Na Hum Ko Peene Dete Hai
nor does he let me drink
Bade Woh Hai
Na Jeete Hai, Na Hum Ko Jeene Dete Hai
he is such, he does not live, nor does he let me live

Ke Bade Sharm Ki Baat Hai
it's such a shame
Ke Aap Sharmate Hai
that you are so shy
Bade Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Mard Ho Ke Aurat Zaat Se Khabrate Hai
being a man, you fear women
Bade Sharm Ki Haan Haan Haan Sharm Ki Chhee Chhee Chhee Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai

Kaisi Hai Yeh Diillagi Haye, Haye, Haye
Kaisi Hai Yeh Diillagi Haye, Haye, Haye
what is this tease?
Aaise Aankh Pher Lee
your turned your eyes from me
Samjhe Eis Ko Berukhi, Yaan Hum Samjhe Buzdilii?
shall I consider this indifference or cowardice?
Paas Hum Aate Hai, Aap Door Jaate Hai
I approach you, yet you cower away

Jis Bazm Mein Hum Jaate Hai Haye
Jis Bazm Mein Hum Jaate Hai Haye
whatever gathering I attend
Dil Mein Log Basaate Hai, Haye Haye
the people hold me in their hearts (are fond of me)
Palkon Pe Bithathay Hai
and seat me on their eyelashes (look upon me)
Kitne Naaz Uthathay Hai
and feed my pride
Aap Haseenon Ko Lekin Yun Thukraate Hai
but you toss away beautiful women thus
Bade Sharm Ki Haan Haan Haan Sharm Ki Chhee Chhee Chhee Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Ke Bade Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai


No comments: