Sunday, November 23, 2008

Aap Ko Hum Se Pyar Hai

At the request of Z, for today, a trio of Lata lovelies from the same film.

Film: Door Desh (aka Gehri Chot)
Singers: Lata Mangeshkar, Yesudas
Lyrics: Indivar
MD: Usha Khanna

Aap Ko Hum Se Pyar Hai
you are in love with me
Kaise Humein Bata Diya
how were you able to tell me
Yeh Kya Kiya Huzoor Ne
what did you do?
Apna Humein Bana Liya
you made me yours
Aap Tau Aaise Na Thay
you didn't feel that way before...
Aap Tau Aise Na Thay

Jalwa Jo Dekha Aap Ka
I saw your splendor
Dil Mein Chiraagh Jal Gaye
and a lamp was lit in my heart
Manzil Ki Aarzoo Mein Hum
while hoping to reach my destination
Manzil Se Aage Nikal Gaye
I passed ahead of my destination
Aap Tau Aaise Na Thay
Aap Tau Aise Na Thay

Jalte Thay Hum Jis Aag Mein
the fire that I used to burn in
Aap Bhi Us Mein Jal Gaye
you have been burned by it too
Pyar Ke Sanche Mein Dhal Gaye
we have been poured into the mold of love
Kaise Kaho Pighal Gaye?
tell me, how did you come to melt?
Kaise Kaho Pighal Gaye?
Aap Tau Aaise Na Thay

Aap Tau Aise Na Thay

Aap Ko Hum Se Pyar Hai
Kaise Humein Bata Diya

Waqt Bhi Thoda Badal Gaye
the times changed a bit
Aap Bhi Thoday Badal Gaye
you also changed a bit
Aa Gaye Dono Raahon Pe
both of us came together on the paths
Behke Magar, Sambhal Gaye
we were staggering but we became stable
(alludes to a drunk person who can't walk straight, but then is able to stand straight and walk normally again)

Behke Magar, Sambhal Gaye
Aap Tau Aaise Na Thay
Aap Tau Aise Na Thay

Aap Ko Hum Se Pyar Hai
Kaise Humein Bata Diya


(Duet)
Dekha Nigaah-e-Yaar Ne, Teer Se Dil Par Chal Gaye
one look from my love's eye and arrows were launched on my heart
Pyar Ka Toofan Yun Utha, Ke Dil Machal Machal Gaye
such a storm of love rose up, that it caused our hearts to leap
Ke Dil Machal Machal Gaye
Dono Hi Hum Aaise Na Thay
we both did not feel this way before..
Dono Hi Hum Aaise Na Thay
Aap Ko Hum Se Pyar Hai
Kaise Humein Bata Diya
Yeh Kya Kiya Huzoor Ne
Apna Humein Bana Liya
Aap Tau Aaise Na Thay
Aap Tau Aise Na Thay



No comments: